Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
kaifi-azmi

Ek Lamha!

  • Nazm
  • Top Rated Poet
  • Poet: Kaifi Azmi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

zindagi naam hai kuchh lamhon ka

aur un men bhi vahi ik lamha

jis men do bolti ankhen

chaae ki pyali se jab utthin

to dil men dubin

duub ke dil men kahin

aaj tum kuchh na kaho

aaj main kuchh na kahun

bas yunhi baithe raho

haath men haath liye

gham ki saughat liye

garmi-e-jazbat liye

kaun jaane ki usi lamhe men

duur parbat pe kahin

barf pighalne hi lage

More Poems

Kis Shai Pe Yahan Waqt Ka Saya Nahin Hota

Suni Na dasht Ya dariya Ki Bhi Kabhi Maine

sarhaden

Kha Ke Sukhi Rotiyan Pani Ke Sath

Kisi Se Kya Kahen Sunen Agar Ghubar Ho Gae

Saqi Ba-Nur-e-Baada Bar Afroz Jam-e-Ma

Ghazlon Ka Hunar Apni Aankhon Ko Sikhaenge

Meri Aahon Se Jila Chahta Hai

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.