• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Cathorsis

Cathorsis

kishwar-naheed

main tire khvabon ki dost thi

yaad hai tu ne meri banhon men

baton ke gajre pahnae the

tu ne mera jhuta paani pi ke

mere hont sunahre chamkae the

tere ghar men aai thi

harf bhi vasl ke pairae the

kachche pyale pe munh rakh ke

main ne pyaas ki khushbu sunghi

os ne diid se rishta bandha

ras ne rang ki choli pahni

ghar men khvab ki shakh laga ke

socha tha divar dhakegi

bail umr ya chadh jaegi

kitne mithe khvab the jin ka

zikr karo to hont kasile

kitne anokhe rishte the vo

khvab se sachche khvab se jhute

jina-marna dhong purana

bichhad ke tujh se vo bhi jiyega

tu bhi hansnegi zinda rahegi

us ke ghar bhi sabha sajegi

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-ali-barqi-azmi

Sukun-e-Qalb Kisi Ko Nahin Mayassar Aaj

Gham Gawara Bhi Nahin Gham Se Kinara Bhi Nahin

Phir Is Se Qabl Ki Bar-E-Digar Banaya Jae

poet

Chamak Kaisi Rukh-R-Anwar Mein Hai

Su-E-Manzil Na Jo Rawan Honge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet