• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Hawa Aisi Chali Bagule Bhi Kale Ho Gae

Ek Hawa Aisi Chali Bagule Bhi Kale Ho Gae

ik hava aisi chali bagule bhi kaale ho ga.e

chand ko sardi lagi suraj ko chhale ho ga.e

maz.habi atish ne bachpan ki jala di dosti

ham bhi ka.aba ban ga.e tum bhi shivale ho ga.e

hausla chhune ka tha bachpan men tujh ko asman

barson teri samt ik patthar uchhale ho ga.e

hijr ki daulat ne mala-mal mujh ko kar diya

baal chandi ke hue sone ke chhale ho ga.e

aire-ghaire natthu-ḳhaire paḌh rahe hain chehre ab

chehre chehre na hue goya risale ho ga.e

daagh suraj ki hukumat par bhi kuchh to lag gaya

kuchh ujale jab andheron ke nivale ho ga.e

a.inon par pattharon ke qatl ka ilzam kyuun

aa.ine a.ine na hon jaise bhale ho ga.e

dekh lete tum bhi apne is zamin ke ‘chand’ ko

itni jaldi asman ke kyuun havale ho ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

dua-ali

Akeli Kyun Rahe Birhan Ye Barish Ne Kaha Mujhse

abbas-qamar

Hum Aise Sar-Phire duniya Ko Kab darkar Hote Hain

Ashaar Mein Jo Mere Kiran Justuju Ki Hai

Dard Ko Kitna Chain Mila Hai Parwanon Ki Mahfil Mein

ainuddin-azim

Maine Jab Had Se Guzarne Ka Irada Kar Liya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet