• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dariya Mein dub Jawe Ki Ya Chah Mein Pade

dariya Mein dub Jawe Ki Ya Chah Mein Pade

meer-hasan

dariya men duub jaave ki ya chaah men pade

ai ishq par na koi tiri raah men pade

mat puchh jaur-e-gham se dil-e-na-tavan ka haal

bijli to dekhi hogi kabhi kaah men pade

ik dam bhi dekh sakta nahin ham ko us ke paas

khaak us falak ke dida-e-bad-khvah men pade

jo dosti ke naam se rakhta ho dushmani

divana ho jo us ki koi chaah men pade

aa ja kahin shitab ki manind-e-naqsh-e-pa

takte hain raah teri sar-e-rah men pade

jalve do-chand hoven shab-e-mah ke abhi

us mah-ru ka aks agar maah men pade

sulge hai nim-sokhta jaise dhuen ke saath

jalte hain yuun ham apni ‘hasan’ aah men pade

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hote Hi Jawan Ho Gae Paband-E-Hijab Aur

Aarzu Ne Jis Ki Poron Tak Tha Sahlaya Mujhe

hasrat-mohani

Aql Se Hasil Hui Kya Kya Pashimani Mujhe

Koi Shisha Na Dar Salamat Hai

poet

Ye Zindagi Ke Tajrabaat Qimti Hain Bahut

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet