• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / ek ladki

ek ladki

muneer-niyazi

zara us khud apne hi

jazbon se majbur ladki ko dekho

jo ik shakh-e-gul ki tarah

an-ginat chahaton ke jhakolon ki zad men

udi ja rahi hai

ye ladki

jo apne hi phuul aaise kapdon se sharmati

anchal samete nigahen jhukae chali ja rahi hai

jab apne hasin ghar ki dahliz par ja rukegi

to mukh mod kar muskuraegi jaise

abhi us ne ik ghaat men baithe

dil ko pasand aane vaale

shikari ko dhoka diya hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Shayad Koi Kami Mere Andar Kahin Pe Hai

Be-Sabab Aaj Aankh Pur-Nam Hai

Aise Kuchh Log Bhi miTTi Pe Utare Jaen

Par Utarne Ke Liye to KHair Bilkul Chahiye

Raste Mein Aa Rahe Hain Jo Nadi Nale Na Dekh

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet