• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Kalam / Ek Khush-Ru Se Mohabbat Ho Gai

Ek Khush-Ru Se Mohabbat Ho Gai

Sufi

ek khush-ru se mohabbat ho gai

dil-lagi ki achchhi surat ho gai

laakh parda kijiyo hota hai kya

aap ki zahir haqiqat ho gai

ishq-bazi men ye azadi mili

din-o-duniya se faraghat ho gai

sunte hain vaaiz ki mai-khana men aaj

rehn dastar-e-fazilat ho gai

but-parasti ki khuda ko chhod kar

kaisi ulti apni qismat ho gai

ham ko kiya khush-ru jahan men laakh hon

ho gai jis se mohabbat ho gai

lag gai kis ki khuda jaane nazar

kaisi barham apni sohbat ho gai

us ka bahr-e-gham se beda paar hai

jis pe ‘varis’ ki inayat ho gai

ab gale mil jaao ‘aughat’ pyaar se

ho chuka shikva-shikayat ho gai

Filed Under: Kalam Tagged With: Sufi Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ghar Ko Ab Dasht-E-Karbala Likkhun

ghausiya-khan-sabeen

Ek Sard-Jang Ka Hai Asar Mere Khun Mein

Qirtas O Qalam Hath Mein Hai Aur Shab-E-Mah Hai

Dil Phir Us Kuche Mein Jaane Wala Hai

poet

Kahin Sharminda Na Ho Rasm-E-Wafa Mere Baad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet