• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Be-Yaqini Ke Dar Se TuT Gae

Be-Yaqini Ke Dar Se TuT Gae

be-yaqini ke Dar se TuuT ga.e

ham jo dast-e-hunar se TuuT ga.e

tum nahin jante ki kitne dil

hadse ke asar se TuuT ga.e

hausle dhuup ne kiye paspa

jism lambe safar se TuuT ga.e

phir hamen kirchiyan dikhane laga

ḳhvab jab ḳhvab-gar se TuuT ga.e

ek taa.ir ki vapsi na hui

sabz mausam shajar se TuuT ga.e

kabhi ham chaak tak nahin pahunche

aur kabhi kuza-gar se TuuT ga.e

kya tilismi nigah thi kisi ki

log pahli nazar se TuuT ga.e

silsile sachchi chahaton ke ‘safir’

ek jhuTi ḳhabar se TuuT ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qarya Qarya KHak uDai Kucha-Gard Faqir Hue

Dost Ka Ghar Aur Dushman Ka Pata Malum Hai

asrarul-haq-majaz

Ishrat-E-Tanhai

Is Baat Ki Nahin Hai Koi Intiha Na Puchh

ahmad-javed

Kisi Ka dhyan Mah-e-Nim-Mah Mein Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet