• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Gardish-E-Mudam Bhi Taqdir Mein Rahi

Ek Gardish-E-Mudam Bhi Taqdir Mein Rahi

ik gardish-e-mudam bhi taqdir men rahi

gard-e-safar bhi paanv ki zanjir men rahi

ḳhvabon ke intiḳhab men kya chuuk ho ga.i

har baar ik shikastagi ta.abir men rahi

rangon ka tal-mel bahut ḳhuub tha magar

phir bhi koi kami tiri tasvir men rahi

charagaron se dard ka darman na ho saka

allah jaane kya kami tadbir men rahi

kuchh der tak to zaḳhm se uljhi rahi dava

kuchh der tak to dard ki tasir men rahi

qatil ne saare daagh to paani se dho diye

taaza lahu ki bu jo thi shamshir men rahi

sho.ala-bayani go mira tarz-e-suḳhan nahin

ik aanch si magar miri tahrir men rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jis Ko Na Dil Pe Naz Ho Naz Tere uThae Kyun

rafia-shabnam-abidi

May Ka Aag Lagata Hua Mahina Tha

Jab Ek shaKHs Apna Thikana Badal Gaya

Sultan Baho

Jangal de Wich Sher Marela Baz Pawe Wich Ghar de Hu

poet

Yak-Ba-Yak Jata Raha Dilbar Jo Ghar Aaya Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet