• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Faqat KHud Se Gila Baqi Raha

Ek Faqat KHud Se Gila Baqi Raha

ik faqat ḳhud se gila baaqi raha

varna is dil men to kya baaqi raha

ik taraf teri kami khalti rahi

ik taraf apna ḳhala baaqi raha

raah ki asaniyan jaati rahin

manzilon ka marhala baaqi raha

zindagi-dar-zindagi chalti rahi

mas.ala-dar-mas.ala baaqi raha

ham had-e-idrak se majbur the

ham se jo tha mavara baaqi raha

ho rahenge ham bhi us ke ek din

haan agar dil men ḳhuda baaqi raha

shahr-e-dil ke ba-vafa jab kho ga.e

aḳhirash ik be-vafa baaqi raha

dil se teri yaad bhi ruḳhsat hui

aur ab kya mo.ajiza baaqi raha

ai dil-e-nakam kuchh to kar guzar

ya abhi kuchh sochna baaqi raha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

majrooh-sultanpuri

Ye Ruke Ruke Se Aansu Ye dabi dabi Si Aahen

Gham-E-Hayat miTana Hai Ro Ke Dekhte Hain

KHud Apni KHwahishen KHak-E-Badan Mein Bone Ko

poet

Na Talafiyan Hi Mangen Na Wafa Na Pyar Mangen

Main Akela Hun Yahan Mere Siwa Koi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet