• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Ek Aarzu Sadqe Mein Utari Jae

Ek Ek Aarzu Sadqe Mein Utari Jae

naseem-syed

jashn-e-nauroz bhi hai

jashn-e-baharan bhi hai

shab-e-mahtab bhi

jashn-e-mah-e-taban bhi hai

sunte hain

aaj hi jashn-e-shah-e-khuban bhi hai

aaiye ai dil-e-barbad

chalen ham bhi vahan

jashn ki raat hai

saughat to batti hogi

apne hisse ki

chalen ham bhi utha len saughat

dard ki

akhiri siine se laga len saughat

aur phir yuun ho

ki jab shaam dhale

os men bhiig ke

gul-mohr ki khushbu phaile

yaad ki chandni

be-khvab darichon pe gire

phir usi jashn ki

ye raat mire kaam aae

dard ki akhiri saughat

mare kaam aae

akhir shab

shab-e-akhir thahre

zid pe aaya hua ye dil thahre

tod duun shisha

jo hasti ka bhi phir jaam aae

kaam aae

to ye saughat mire kaam aae

jashn ki raat hai

yuun nazr gizari jaae

ek ik aarzu sadqe men utari jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kabhi Kisi Ko Na Ahd-E-Wafa Ka Pas Hua

ruKH Tumhaara Ho Jidhar Hum Bhi Udhar Ho Jaenge

Koi Achchhi KHabar Aati Nahin Hai

Qalam Mein Ashk Bhar Kar Likh Rahi Hun Dard Kaghaz Par

poet

Sab Tamashe Ho Chuke Ab Ghar Chalo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet