• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ek darkhwast

Ek darkhwast

ahmad-nadeem-qasmi

zindagi ke jitne darvaze hain mujh pe band hain

dekhna hadd-e-nazar se aage badh kar dekhna bhi jurm hai

sochna apne aqidon aur yaqinon se nikal kar sochna bhi jurm hai

asman-dar-asman asrar ki parten hata kar jhankna bhi jurm hai

kyuun bhi kahna jurm hai kaise bhi kahna jurm hai

saans lene ki to azadi mayassar hai magar

zinda rahne ke liye insan ko kuchh aur bhi darkar hai

aur is kuchh aur bhi ka tazkira bhi jurm hai

ai khudavandan-e-aivan-e-aqaed

ai hunar-mandan-e-ain-o-siyasat

zindagi ke naam par bas ik inayat chahiye

mujh ko in saare jaraem ki ijazat chahiye

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Taswir-E-Na-Mukammal Ek Tishnagi Ka KHaka

ismail-merathi

Mehrbani Bhi Hai Itab Bhi Hai

Kah Rahe the Log Sahra Jal Gaya

Kisi Naghme Mein Hai Wo Aur Na Kisi Saz Mein Hai

rahat-indori

Sham Ne Jab Palkon Pe Aatish-dan Liya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet