• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tanhaiyon Ke Ghar Mein Raha Hun Tamam Umr

Tanhaiyon Ke Ghar Mein Raha Hun Tamam Umr

tanha.iyon ke ghar men raha huun tamam umr

main kis liye duniya men jiya huun tamam umr

tere baghair aaj mujhe lag raha hai yuun

ik ajnabi nagar men basa huun tamam umr

a.ina dekhta hai mujhe a.ine ko main

yuun aks aks TuuT gaya huun tamam umr

andar ki tirgi mujhe kahti hai baar baar

be-fa.eda jahan men jala huun tamam umr

‘premi’ koi jo puchhe mera haal to kahun

duniya men ik tamasha bana huun tamam umr

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhlaque-bandvi

Ashk Aankhon Mein Bhare Baithe Ho

mirza-ghalib

Bagh Pa Kar Khafaqani Ye daraata Hai Mujhe

Duniya Ki Aab-O-Tab Se Aage Chale Gae

Tera Maqam Zamane Mein Yun Nirala Tha

Apna Girya Kis Ke Kanon Tak Jata Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet