• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Agarche Tujhse Bahut Ikhtilaf Bhi Na Hua

Agarche Tujhse Bahut Ikhtilaf Bhi Na Hua

parveen-shakir

agarche tujh se bahut ikhtilaf bhi na hua

magar ye dil tiri janib se saaf bhi na hua

taalluqat ke barzakh men hi rakha mujh ko

vo mere haq men na tha aur khilaf bhi na hua

ajab tha jurm-e-mohabbat ki jis pe dil ne mire

saza bhi paai nahin aur muaaf bhi na hua

malamaton men kahan saans le sakenge vo log

ki jin se ku-e-jafa ka tavaf bhi na hua

ajab nahin hai ki dil par jami mili kaai

bahut dinon se to ye hauz saaf bhi na hua

hava-e-dahr hamen kis liye bujhati hai

hamen to tujh se kabhi ikhtilaf bhi na hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Bhadak Utha Hai Alaw Tumhaari Furqat Ka

ahmad-javed

Saba dekh Ek din Idhar Aan Kar Ke

Naz-E-but-E-Mahwash Par Qurban Dil-O-Jaan Hai

Shahr-E-Na-Pursan Mein Kuchh Apna Pata Milta Nahin

Hamari Jab Hamari Ab Hamari Kab Se Kya Matlab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet