• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Be-Hunar Hun Aur Hunar Chahti Hun Main

Ek Be-Hunar Hun Aur Hunar Chahti Hun Main

ik be-hunar huun aur hunar chahti huun main

ab dhuup ke safar men shajar chahti huun main

tanha.iyon ka ḳhauf hai ghere hue mujhe

apni gali se us ka guzar chahti huun main

likkha hai apne naam se apne pate pe ḳhat

muddat ke ba.ad apni ḳhabar chahti huun main

ye Thiik hai ki tum se mohabbat nahin mujhe

ye bhi hai Thiik tum ko magar chahti huun main

hai kya ajab ki tark-e-ta.alluq ke bavajud

chehre pe apne us ki nazar chahti huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Junun Ki Sarparasti Chahti Hai

poet

Sabir-O-Shakir Rahe Shadan Rahe

mardan-ali-khan-rana

Wo Masiha Qabr Par Aata Raha

Is Gham Ko iKHtiyar Nahin Kar Raha Hun Main

ahmad-nadeem-qasmi

Ji Chahta Hai Falak Pe Jaun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet