• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Barchhi Se Mar Jate Ho

Ek Barchhi Se Mar Jate Ho

poet

ek barchhi se maar jaate ho

dar par aa jab pukar jaate ho

ham se badte ho shart phir dekho

baar baar haar haar jaate ho

usi raste se dekhta huun main

jab na tab ho do-char jaate ho

bhala jaate to ho khade hi khade

ham se ho ham-kanar jaate ho

yuun chadha juuta kas kamar ho chale

jab se ganga ke paar jaate ho

yaad men kis ki ghun-ghuna-unna

yuun bajate sitar jaate ho

‘azfari’ kis ke shauq men daude

nange pa munh-nahar jaate ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kahan Hum Rahe Phir Kahan dil Rahega

Ghalat Ki Hijr Mein Hasil Mujhe Qarar Nahin

Azmat-E-Fan Ke Parastar Hain Hum

Pichhli Rafaqaton Ka Na Itna Malal Kar

Ye Saneha Tha Mulaqat Aur Baqi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet