• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Ariza Hai Dil-E-Mushtaq Mein Rakkha Hua

Ek Ariza Hai Dil-E-Mushtaq Mein Rakkha Hua

ik ariza hai dil-e-mushtaq men rakkha hua

aftab-e-ishq hai afaq men rakkha hua

zindagi ka za.iqa mujh ko tavatur se mila

zahr men rakha hua tiryaq men rakkha hua

nafraton ke sab navishte us ne azbar kar liye

hai mohabbat ka sahifa taaq men rakha hua

balva-e-batil men haq ki ḳhamushi ka saath do

ye bhi nukta hai mire misaq men rakkha hua

raakh uḌti dekh kar mujh se gurezan kyon hue

ek sho.ala hai abhi chaqmaq men rakkha hua

main ne dekha mera qatil mubtala-e-ḳhauf hai

sar mira tha jis ghaḌi itbaq men rakkha hua

lau na maddham hogi ‘manzar’ bujh na pa.ega kabhi

ye diya hai sina-e-ushshaq men rakkha hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nahid-qasmi

Shikwe Ki Sham

aftab-hussain

Gae Manzaron Se Ye Kya Uda Hai Nigah Mein

Kaha Usne Main Hun Tanha Udhar Sara Zamana Hai

Main Us Pari Ka Agar Muddaa Nahin Samjha

Udhar Mazhab Idhar Insan Ki Fitrat Ka Taqaza Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet