• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Suno to Zara Ye aaKHir-E-Shab Nafir-E-Dua Ajib Si Hai

Suno to Zara Ye aaKHir-E-Shab Nafir-E-Dua Ajib Si Hai

suno to zara ye aḳhir-e-shab nafir-e-dua ajiib si hai

zaman-o-makan pe chha.i hui junun ki nava ajiib si hai

nizam naya shu.ur naya misal-e-ata ajiib si hai

saval pe haath kaTte hain talab ki saza ajiib si hai

jigar pe har ik sinan-e-nazar jo sahte hue guzar ga.e ham

javab men ab harifon ki shikast-e-ana ajiib si hai

ye pas-e-bahar ashk piye jo dard baḌha to sher kahe

bata.en kise hamari tabahiyon ki ada ajiib si hai

utar ga.e chehre gardishon ke laraz ga.i jaan faslon ki

shikasta dilon ke qafile men fughan-e-dara ajiib si hai

zamane ke sard-o-garm se kab mili hai amaan mujhe ‘kausar’

vajud-e-nafas ko baḳhshi hui karam ki qaba ajiib si hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-ansari-akbarabadi

Lutao Jaan To Banti Hai Baat Kis Ne Kaha

akhtar-ansari-akbarabadi

Sahaara de Nahin Sakte Shikasta Panw Ko

poet

Rahraw Se Sarokar Na Manzil Ki KHabar Hai

Sanam Ke KHayalon Mein Yun Kho Gaya Hun

siraj-aurangabadi

Apna Jamal Mujh Kun dikhaya Rasul Aaj

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet