• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ilm Kis Ko Tha Ki Tarsil-E-Hawa Ruk Jaegi

Ilm Kis Ko Tha Ki Tarsil-E-Hawa Ruk Jaegi

ilm kis ko tha ki tarsil-e-hava ruk ja.egi

agle mausam tak miri nashv-o-numa ruk ja.egi

ho chukega daf.atan zauq-e-sama.at muḳhtalif

aate aate mere honTon tak sada ruk ja.egi

tu hi kyuun nadim hai itni mere ghar ki aabru

kis ke sar par aisi andhi men rida ruk ja.egi

ab tamasha dekhne valon men ham-saya bhi hai

TuTti chhat mere chillane se kya ruk ja.egi

karvan ko gher hi lega sukut-e-regzar

gunjne se qabl hi bang-e-dara ruk ja.egi

kal na hoga koi is basti men mera muntazir

kal mire talvon hi men avaz-e-pa ruk ja.egi

kya tahaffuz de sakegi mujh ko vaz-e-ehtiyat

kya dariche muund lene se bala ruk ja.egi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kis Shai Pe Yahan Waqt Ka Saya Nahin Hota

Koi Na Dekha Ki Wapas Aaya KHuda Ke Ghar Ek Bar Ja Kar

Suno! Ab Hum Mohabbat Mein Bahut Aage Nikal Aae

Ye Kis Maqam-E-Tamanna Se Dil Guzarne Laga

zehra-nigaah

Kyun Ai Gham-E-Firaq Ye Kya Baat Ho Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet