• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek aahaT Pe Dil Bana Patta

Ek aahaT Pe Dil Bana Patta

ek aahaT pe dil bana patta

TuuT kar shaḳh se gira patta

vo agar harta to ro deta

main ne tabdil kar diya patta

mujh ko tu ne shajar-mizaj kiya

ab miri shaḳh par uga patta

zindagi hai ḳhizan men sukha peḌ

aur dua us pe phuTta pata

Dher bhi ik vajud rakhta hai

ho jo patte ka aasra patta

main ne puchha mizaj kaise hain

bas shajar ne gira diya patta

shaḳh lahra ke vaar deti thi

peng par har dafa naya patta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHasare Mein Rahe Lekin Na chhoDi Sadgi Humne

Aaj Kya Dekha KHalaon Ke Sunahre KHwab Mein

adeem-hashmi

Jab Bayan Karoge Tum Hum Bayan Mein Niklenge

Nahin Shauq-E-KHaridari Mein dauDe Ja Raha Hai

Ibtida Hun Ki Intiha Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet