• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ehsas Ke Sharar Ko Hua Dene Aaunga

Ehsas Ke Sharar Ko Hua Dene Aaunga

ehsas ke sharar ko hua dene a.unga

main shahr-e-jan ko raakh bana dene a.unga

likkhe the harf-e-shauq jo main ne tire liye

ab an.suon se un ko miTa dene a.unga

tu ne ata kiye hain mujhe kitne dard-o-gham

is lutf-e-ḳhas ka main sila dene a.unga

samjha diya hai tu ne mohabbat hai ik ḳhata

main is ḳhata ki ḳhud ko saza dene a.unga

aaya tiri gali men agar lauT kar kabhi

guzre hue dinon ko sada dene a.unga

paaya tha rah-e-shauq men jo karb-e-agahi

is karb-e-agahi ko sula dene a.unga

bahar nikal ke jism ke zindan se ek din

main tujh ko zindagi ki dua dene a.unga

main kushta-e-vafa sahi ‘nasir’ magar zarur

ik bevafa ko dad-e-vafa dene a.unga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jaun-eliya

Nakara

Usi KHush-Nawa Mein Hain Sab Hunar Mujhe Pahle Tha Na Qayas Bhi

nazeer-akbarabadi

Muflisi

poet

Koi to Saughat Uske Shahr Ki Ghar Le Chalo

poet

Ifsha Hue Asrar-E-Junun Jama-dari Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet