• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Mughaalta Hai Uruj-O-Zawal thoDi Hai

Mughaalta Hai Uruj-O-Zawal thoDi Hai

mughalta hai uruj-o-zaval thoḌi hai

hamari aankh ke shishe men baal thoḌi hai

hamare dil men kabutar namaz paḌhte hain

hamare dil men ta.assub ka jaal thoḌi hai

labada barf ka oḌhe hue hai jvala-mukhi

zamin ke laave men ab ke ubaal thoḌi hai

hain ham husaini hamen sar kaTana aata hai

hamare paas yazidana-chal thoḌi hai

mire habib ki tamsil DhunDne vaalo

vo be-misal hai us ki misal thoḌi hai

har ek shaḳh se jaaḌe ki barf lipTi hai

abhi daraḳht pe patton ki shaal thoḌi hai

ba-roz-e-id bhi roze ke jaisi halat hai

amir-e-shahr se lekin saval thoḌi hai

kamal jitna bhi hai aag ke badan men hai

dhuan dhuan hai dhuen men kamal thoḌi hai

azal se chand men charḳha chala rahi hai magar

‘navaz’ ab bhi vo buḌhiya niDhal thoḌi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

dagh-dehlvi

Hath Nikle Apne donon Kaam Ke

shahryar

Ahd-E-Hazir Ki dil-Ruba Makhluq

poet

Lamhe Teri Judai Ke

Ye Nim-Baz Teri ankhDiyon Ke maiKHane

jaun-eliya

Chalo Baad-E-Bahaari Ja Rahi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet