• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dur Tak Rah Mein kanTe Hain Bahut

Dur Tak Rah Mein kanTe Hain Bahut

poet

duur tak raah men kanTe hain bahut

mere bhi chahne vaale hain bahut

ghar se niklo na badal kar chehre

shahr men a.ina-ḳhane hain bahut

kya chhupen ḳhushbuen rusva.i ki

pyaar ke phuul mahakte hain bahut

aur kuchh bhi nahin apne bas men

yaad kar ke tujhe rote hain bahut

tu bhi tanha hai bichhaḌ kar ham se

ham bhi ai dost akele hain bahut

ik tujhi se hai sarokar hamen

yuun to allah ke bande hain bahut

‘mauj’ iz.har-e-mohabbat ke liye

ankhon ankhon men ishare hain bahut

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kaisa Hi dost Ho Na Kahe Raaz-E-dil Koi

najma-shaheen-khosa

Ai Zindagi Mujhe Tera Koi To Ab Sira Mile

Wara-E-Lutf Koi Ibtila Nikalna Tha

Wo Dilawar Jo Siyah Shab Ke Shikari Nikle

Poshak-E-Mohabbat Thi phaTi Humne Wo Si Di

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet