• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dur Se Aae The Saqi Sun Ke Mai-Khane Ko Hum

dur Se Aae The Saqi Sun Ke Mai-Khane Ko Hum

nazeer-akbarabadi

duur se aae the saaqi sun ke mai-khane ko ham

bas taraste hi chale afsos paimane ko ham

mai bhi hai miina bhi hai saghar bhi hai saaqi nahin

dil men aata hai laga den aag mai-khane ko ham

kyuun nahin leta hamari tu khabar ai be-khabar

kya tire ashiq hue the dard-o-gham khane ko ham

ham ko phansna tha qafas men kya gila sayyad ka

bas taraste hi rahe hain aab aur daane ko ham

taq-e-abru men sanam ke kya khudai rah gai

ab to pujenge usi kafir ke but-khane ko ham

baagh men lagta nahin sahra se ghabrata hai dil

ab kahan le ja ke baithen aise divane ko ham

kya hui taqsir ham se tu bata de ai ‘nazir’

taaki shadi-marg samjhen aise mar jaane ko ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wahi Hua Ki KHud Bhi Jis Ka KHauf Tha Mujhe

Ye Daur-E-KHirad Hai Daur-E-Junun Is Daur Mein Jina Mushkil Hai

KHud Mein Jhanka to Ajab Manzar Nazar Aaya Mujhe

poet

Duniya Mein Hai Yun to Kaun Be-Gham

asif-ud-daula

dam-E-Ulfat Mein Phansa dil Hae dil Afsos dil

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet