• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dur dur Mujhse Wo Is Tarah Khiraman Hai

dur dur Mujhse Wo Is Tarah Khiraman Hai

majrooh-sultanpuri

duur duur mujh se vo is tarah khiraman hai

har qadam hai naqsh-e-dil har nigah rag-e-jan hai

ban gai hai masti men dil ki baat hangama

qatra thi jo saghar men lab tak aa ke tufan hai

ham to pa-e-jan par kar bhi aae ik sajda

sochti rahi duniya kufr hai ki iman hai

mere shikva-e-gham se alam-e-nadamat men

is lab-e-tabassum par shama si farozan hai

ye niyaz-e-gham-khvari ye shikast-e-dildari

bas navazish-e-janan dil bahut pareshan hai

muntazir hain phir mere hadse zamane ke

phir mira junun teri bazm men ghazal-khvan hai

fikr kya unhen jab tu saath hai asiron ke

ai gham-e-asiri tu khud shikast-e-zindan hai

apni apni himmat hai apna apna dil ‘majruh’

zindagi bhi arzan hai maut bhi faravan hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aabru Ulfat Mein Agar Chahiye

poet

Meri Har KHushi KHushi Thi Teri Har KHushi Se Pahle

bashir-badr

Bade Tajiron Ki Satai Hui

Mein Ek Ganw Ka Shaer Hun

Bedam Shah Warsi

Main Yar Ka Jalwa Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet