• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Duniya Mein Nam Ko Bhi Mohabbat Nahin Rahi

Duniya Mein Nam Ko Bhi Mohabbat Nahin Rahi

duniya men naam ko bhi mohabbat nahin rahi

insan ki vo pahli si fitrat nahin rahi

be-hurmati-e-hazrat-e-adam ko dekh kar

apne to dil men hasrat-e-jannat nahin rahi

hasil use maqam farishton ka tha kabhi

sad-haif aadmi ki vo azmat nahin rahi

atash-bajan hai barq-e-tapan kis ke vaste

ham ashiyan bana.en ye hasrat nahin rahi

apnon ka lutf jaur-e-musalsal se kam nahin

ghairon se ham ko koi shikayat nahin rahi

‘sabir’ kisi ki yaad men ḳhud ko bhula saken

kar-e-jahan se itni bhi fursat nahin rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dhire Dhire Dhalte Suraj Ka Safar Mera Bhi Hai

majrooh-sultanpuri

Taqdir Ka Shikwa Be-Mani Jina Hi Tujhe Manzur Nahin

Sahra Sahra Baat Chali Hai Nagri Nagri Charcha Hai

a-g-josh

Mumkin Hai Shab-E-Hijr dua Ka Na Asar Ho

muneer-niyazi

Kalpana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet