• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Duniya Ko Dekhiye Zara Aankhen to Kholiye

Duniya Ko Dekhiye Zara Aankhen to Kholiye

duniya ko dekhiye zara ankhen to kholiye

suraj chaḌha hai sar pe baḌi der so liye

saari masarraten tiri ḳhushiyon pe vaar diin

jitne bhi gham mile tire gham men samo liye

ham ko na-jane kya hua phulon ko dekh kar

hathon men ham ne jaan ke kanTe chubho liye

majburiyan kahen ki ise sadgi kahen

jis ne bhi hans ke baat ki ham saath ho liye

ru-e-ḳhitab hai kisi nazuk-mizaj se

chehre pe haal likhiye nigahon se boliye

siipi khuli rahegi jo moti nikal ga.e

ankhon ki sipiyon se javahar na roliye

taaza rakha hai zehn men karb-e-shikastagi

jab kuchh na ban paḌa to kahin chhup ke ro liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-rahman-khan-wasfi-bahraichi

Gham Se Ghabra Ke Kabhi Nala-O-Fariyaad Na Kar

poet

Hamari Sair Ko Gulshan Se Ku-E-Yar Behtar Tha

Junun Ke Josh Mein Insan Ruswa Ho Hi Jata Hai

imam-bakhsh-nasikh

Wo Bezar Mujhse Hua Zar Main Hun

fauziya-rabab

Naqsh Takmil Tak Pahunchta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet