• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Mein Khun Aur Aankh Mein Pani Bahut

dil Mein Khun Aur Aankh Mein Pani Bahut

shabnam-shakeel

dil men khuun aur aankh men paani bahut

ek thodi si pareshani bahut

chup rahen to dil sarapa iztirab

baat karne men pashemani bahut

dekhe-bhale raste gham ke tamam

dil ki galiyan jani-pahchani bahut

us ke jaise honge lekin vo kahan

naqsh-e-avval ek aur saani bahut

ham kahan hote the khud ko dastiyab

khal rahi hai ab ye arzani bahut

kis tarah rakhte ham akhir jaan aziiz

dil kiya karta tha man-mani bahut

us se kya be-qadr-dani ka gila

ham ne qadr apni kahan jaani bahut

khud use ‘shabnam’ banate hain muhal

dekhte hain jis men asani bahut

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afroz-alam

Jaga Junun Ko Zara Naqsha-e-Muqaddar Khinch

Sufi

Qad-e-Rana Rukh-e-Zeba Lab-e-Shirin dari

sauda-mohammad-rafi

Gar Yar Ke Samne Main Roya To Kya

nazeer-akbarabadi

Aish Kar Khuban Mein Ai dil Shadmani Phir Kahan

bashar-nawaz

Jab Kabhi Honge To Hum Mail-E-Gham Hi Honge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet