• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ki Dahliz Talak KHud Ko Rasai Dega

Dil Ki Dahliz Talak KHud Ko Rasai Dega

dil ki dahliz talak ḳhud ko rasa.i dega

mira lahja mire sheron men suna.i dega

mera hona hai hua jis ki badaulat mumkin

ab vo chehra miri ankhon men dikha.i dega

main ne ankhon se tujhe duur kiya tha lekin

ye na socha tha ḳhuda aisi juda.i dega

aur zarḳhez karega ye mire lafzon ko

hijr yakta hai to yakta hi kama.i dega

dekh kar dasht ke tevar main yahi sochti huun

ishq abhi aur mujhe abla-pa.i dega

main ne us dil ko dhaḌakne se hai roka varna

tu samajhta hai tujhe koi duha.i dega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Aaj Gulshan Mein Kis Ka Partaw Hai

ahmad-hamesh

La Shuur

Sahraon Mein Dariya Bhi Safar Bhul Gaya Hai

Jo Abhi Mera Hai Tere Sang Hona Chahiye

poet

Aankhen Dikhain Ghair Ko Meri KHata Ke Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet