• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dukh Nawishta Hai To Aandhi Ko Likha Aahista

dukh Nawishta Hai To Aandhi Ko Likha Aahista

parveen-shakir

dukh navishta hai to andhi ko likha ahista

ai khuda ab ke chale zard hava ahista ahista

khvab jal jaaen miri chashm-e-tamanna bujh jaae

bas hatheli se ude rang-e-hina ahista

zakhm hi kholne aai hai to ujlat kaisi

chhu mire jism ko ai bad-e-saba ahista

tutne aur bikharne ka koi mausam ho

phuul ki ek dua mauj-e-hava ahista

janti huun ki bichhadna tiri majburi hai

par miri jaan mile mujh ko saza ahista

miri chahat men bhi ab soch ka rang aane laga

aur tira pyaar bhi shiddat men hua ahista

niind par jaal se padne lage avazon ke

aur phir hone lagi teri sada ahista

raat jab phuul ke rukhsar pe dhire se jhuki

chand ne jhuk ke kaha aur zara ahista

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Munh Dekha Kiye Hum Aaine Ka

Jurat-E-Izhaar Se Rokegi Kya

poet

Bahar to Kar Raha Hun Main Aaraishen Bahut

Hum KHud Bhi Hue Nadim Jab Harf-E-Dua Nikla

simTun to Sifr Sa Lagun Failun to Ek Jahan Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet