• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ka Har Dard Kho Gaya Jaise

Dil Ka Har Dard Kho Gaya Jaise

dil ka har dard kho gaya jaise

main to patthar ka ho gaya jaise

daagh baaqi nahin ki naqsh kahun

koi divar dho gaya jaise

jagta zehn gham ki dhuup men tha

chhanv paate hi so gaya jaise

dekhne vaala tha kal us ka tapak

phir se vo ghair ho gaya jaise

kuchh bichhaḌne ke bhi tariqe hain

ḳhair jaane do jo gaya jaise

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Koi Aa Kar Sikha Gaya Hai Mujhe

Paran Piritam Pe War Kar Dekho

noon-meem-rashid

Huzn-E-Insan

ainuddin-azim

Zehn Par Jab dard Khamoshi Ki Chadar Tanta Hai

firaq-gorakhpuri

Man Aur Bahan Bhi Aur Chaheti Beti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet