
Irshad Khan Sikandar
Dubte logon ki ḳhatir aas ka tinka huun main
sha.iri gar kaam hai to kaam ka banda huun main
ek din socha rakhun ḳhud ko zara tartib se
aur phir socha ki ye kya kya sochta rahta huun main
rafta rafta pahnunga saare makhoTe sab kavach
vaqt do ai shahr vaalo dasht se aaya huun main

Leave a Reply