Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
ahmad-ata

donon Ke Jo darmiyan Khala Hai

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Ahmad Ata
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

donon ke jo darmiyan khala hai

ye asl men koi tisra hai

tujh bin ye mira vajud kya hai

ik ped hai aur khokhla hai

ik chaap sunai de rahi hai

darvaze se vo palat gaya hai

vo ek din intizar ka din

phir zindagi bhar vo din raha hai

taabir batai ja chuki hai

ab aankh ko khvab dekhna hai

bas dhund nigal chuki hai ye raat

nazzara tamam ho chuka hai

More Poems

Khurshid-Ru Ke Aage Ho Nur Ka Sawali

Jigri Pardae Kalyan

Meri Nigahon Pe Jis Ne Sham O Sahar Ki Ranaiyan Likhi Hain

Aai Thi Us Taraf Jo Hawa Kaun Le Gaya

Gham Tera Jalwa-Gah-E-Kaun-O-Makan Hai Ki Jo Tha

Gham Nahin Go Ai Falak Rutba Hai Mujhko Khaar Ka

Bakira

Salaf Se Log Un Pe Mar Rahe Hain Hamesha Jaanen Liya Karenge

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.