donon jahan de ke vo samjhe ye khush raha
yaan aa padi ye sharm ki takrar kya karen
thak thak ke har maqam pe do chaar rah gae
tera pata na paaen to na-char kya karen
kya shama ke nahin hain hava-khvah bazm men
ho gham hi jan-gudaz to gham-khvar kya karen
Leave a Reply