• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Diye Se Yun Diya Jalta Rahega

Diye Se Yun Diya Jalta Rahega

poet

diye se yuun diya jalta rahega

ujala phulta-phalta rahega

nahin hai banjh avazon ki dharti

sadaon ka nasab chalta rahega

sakun ho bahr men ya ho talatum

guhar to siip men palta rahega

zamin par barishen hoti rahengi

samundar abr men Dhalta rahega

na baaz aa.ega ghaflat se bhi insan

kaf-e-afsos bhi malta rahega

chhupaoge agar ‘gulzar’ ḳhud ko

vajud apna tumhen khulta rahega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Usne Puchha to Faqat Dard Ka Afsana Khula

poet

Sune-Sune Dar-O-Rasan Batlate Hain

ruKH-E-Zeba Idhar Nahin Karta

Aatish-E-Ishq-E-Bala Aag Lagae Na Bane

Jo Hans Hans Ke Har Gham Gawara Kare Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet