• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / diyat Is Qatil-E-Be-Rahm Se Kya Lijiyega

diyat Is Qatil-E-Be-Rahm Se Kya Lijiyega

poet

diyat is qatil-e-be-rahm se kya lijiyega

apni hi ankhon se ab khuun baha lijiyega

phir nahin hone ki taqsir to aisi hargiz

ab kisi tarah meri jaan bacha lijiyega

is qadar sang-dili tum ko nahin hai lazim

kisi mazlum ki gaahe to dua lijiyega

lakht-e-dil khaak men deta hai koi bhi rahne

gir pade ashk to ankhon se utha lijiyega

phir na pachhtao kahin baad mire jaane ke

galiyan aur hon baaqi to suna lijiyega

ruuth kar jaae koi apne se pyare to vahin

chahiye aap gale pad ke mana lijiyega

apne mushtaq ko lazim hai ki gaahe maahe

ghair ki aankh bacha ghar men bula lijiyega

ek muddat hui kuchh harf-o-hikayat hi nahin

ji men hai aaj to baton men laga lijiyega

kisi jalse men jo ‘iman’ kaho to janen

ghar men yuun baithe hue sher bana lijiyega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dekhte Dekhte Hi Sal Guzar Jata Hai

poet

Main Ji Raha Hun Tera Sahaara Liye Baghair

In Makanon Se Bahut Dur Bahut Dur Kahin

nazeer-akbarabadi

Aaghosh-E-Tasawwur Mein Jab Maine Use Maska

Nind Jab KHwab Ko Pukarti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet