Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
nadiya-ambar-lodhi

diwaron Pe Kya Likkha Hai

  • Ghazal
  • Women Poets
  • Poet: Nadiya ambar lodhi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

divaron pe kya likkha hai

shahr ka shahr hi soch raha hai

gham ki apni hi shaklen hain

dard ka apna hi chehra hai

ishq kahani bas itni hai

qais ki ankhon men sahra hai

kuza-gar ne mitti gundhi

chaak pe koi aur dhara hai

‘amabar’ tere khvab adhure

taabiron ka bas dhoka hai

More Poems

Aaghosh-E-Gul Mein Lazzat-E-Sohbat Nahin Rahi

Hum Bhi Shair The Kabhi Jaan-E-Sukhan Yaad Nahin

Abhi Hum Khub-Surat Hain

Chand dhire Se Muskuraya Hai

Justuju Jis Ki Thi Usko To Na Paya Humne

Kya Bataen Tumhein Kahan dil Hai

Qazi Ke Munh Pe Mari Hai Botal Sharab Ki

Meri Chahaton Ke Sawal Par Koi Muskura Ke Chala Gaya

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.