• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Diwana-Pan Aur Bekari Milti Hai

Diwana-Pan Aur Bekari Milti Hai

divana-pan aur bekari milti hai

ishq men aksar aisi ḳhvari milti hai

log pata hai kyuun itne divane hain

ik model se shakl tumhari milti hai

kabhi kabhi to sher bhi hone lagte hain

dil ki choT se ḳhush-guftari milti hai

life nahin hai bed-of-roses yaad rakho

rasta chalte sau dushvari milti hai

aur kisi se milti hai vo shamon ko

jis laḌki se soch hamari milti hai

us ke naaz uThane ko ham baiThe hain

dekhiye kab ye zimmedari milti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Sochta Hun Kinara Karun Mohabbat Se

Ishq Mein Kya Hathon Se Kisi Ke Daman-E-Hasti chhuT Gaya

poet

Talash-E-Qabr Mein Yun Ghar Se Hum Nikal Ke Chale

Qail Karun Kis Baat Se Main Tujhko Sitamgar

Ata-E-Gham Pe Bhi KHush Hun Meri KHushi Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet