• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Din Ki Dahliz Pe Thahre Hue Sae Bhi Gae

Din Ki Dahliz Pe Thahre Hue Sae Bhi Gae

poet

din ki dahliz pe Thahre hue saa.e bhi ga.e

raat kya aa.i ki apne bhi para.e bhi ga.e

aks ta.abir ka ubhre ye tamanna hi rahi

a.ine ḳhvab ke ankhon ko dikha.e bhi ga.e

tohmat-e-ḳhosha-e-gandum hai abhi tak sar par

ham uchhale bhi ga.e ham ki gira.e bhi ga.e

shajar-e-dard ki kal bhi tha hara aaj bhi hai

vaqt ki dhuup men ham garche jala.e bhi ga.e

ham to un men hain jo rote hain to rote hi rahen

tum vo ḳhush-baḳht ki ro.e to hansa.e bhi ga.e

qissa-e-dard bahar-hal sunati hi rahi

garche divar pe sau rang chaḌha.e bhi ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nigah O Dil Bhi Qadam Ki Tarah Mila Ke Chale

Sufi

Putli Nayan Phula Palak Barae-digar Khud Mast Hai

poet

Tere Dar Tak Aaun Main

meena-kumari-naz

Ruh Ka Chehra Kitabi Hoga

KHushi Mili to Bahut Hi Udas baiThe Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet