• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dilon Ko toDne Walo Tumhein Kisi Se Kya

Dilon Ko toDne Walo Tumhein Kisi Se Kya

dilon ko toḌne vaalo tumhen kisi se kya

milo to aankh chura lo tumhen kisi se kya

hamari laghzish-e-pa ka ḳhayal kyuun hai tumhen

tum apni chaal sambhalo tumhen kisi se kya

chamak ke aur baḌhao miri siyah-baḳhti

kisi ke ghar ke ujalo tumhen kisi se kya

nazar bacha ke guzar jaao meri turbat se

kisi pe ḳhaak na Daalo tumhen kisi se kya

mujhe ḳhud apni nazar men bana ke begana

jahan ko apna bana lo tumhen kisi se kya

qarib-e-naza.a bhi kyuun chain le sake koi

naqab ruḳh se uTha lo tumhen kisi se kya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Mohabbat Agar Zarurat Hai

Ban Gai Naz Mohabbat Talab-E-Naz Ke Baad

yasmeen-habeeb

Ek dil Mein Tha Ek Samne dariya Use Kahna

tanveer-anjum

Suraj Sara Shahr daraata Rahta Hai

poet

Dil Ki Qismat Ki Tere Dil Mein Samo Bhi Na Saka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet