• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dilasa De Wagarna Aankh Ko Girya pakaD Lega

Dilasa De Wagarna Aankh Ko Girya pakaD Lega

dilasa de vagarna aankh ko girya pakaḌ lega

tire jaate hi phir mujh ko gham-e-duniya pakaḌ lega

safar go vapsi ka hai magar tu saath rah mere

mujhe ye ḳhauf hai mujh ko mira saaya pakaḌ lega

tu apne dil hi dil men bas mujhe avaz deta rah

sama.at ko miri varna ye sannaTa pakaḌ lega

nikalna ghar se bahar bhi alamat hai tasadum ki

jise tanha.i chhoḌegi use ḳhatra pakaḌ lega

mire kho.e hue lamhe kahin se DhunD kar la do

magar hushiyar rahna paanv ko rasta pakaḌ lega

agar main lauT ja.un ishq se pahle ke aalam men

to us ke qurb se guzra hua lamha pakaḌ lega

tu ḳhud bhi jagta rah aur mujh ko bhi jagata rah

nahin to zindagi ko dusra qissa pakaḌ lega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ishrat-afreen

Kab Tak Phirna Ghaaron Aur Guphaon Mein

Bin Koi Jurm Kiye Pahle Saza Dete Hain

KHizan Se Manus Ho Chuke Hain Nahin KHabar Kuchh Bahaar Kya Hai

choT Khai Ho Jis Ne Ulfat Ki

rehana-roohi

Koi Jadu Na Fasana Na Fusun Hai Yun Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet