• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Wo Pyasa Hai Ki dariya Ka Tamasha dekhe

dil Wo Pyasa Hai Ki dariya Ka Tamasha dekhe

akhtar-imam-rizvi

dil vo pyasa hai ki dariya ka tamasha dekhe

aur phir lahr na dekhe kaf-e-dariya dekhe

main har ik haal men tha gardish-e-dauran ka amiin

jis ne duniya nahin dekhi mira chehra dekhe

ab bhi aati hai tiri yaad pa is karb ke saath

TuTti niind men jaise koi sapna dekhe

rang ki aanch men jalta hua ḳhushbu ka badan

aankh us phuul ki tasvir men kya kya dekhe

koi choTi nahin ab to mire qad se aage

ye zamana to abhi aur bhi uncha dekhe

phir vahi dhund men lipTa hua paikar hoga

kaun be-kar men uThta hua parda dekhe

ek ehsas-e-nadamt se laraz uThta huun

jab ram-e-mauj miri vus.at-e-sahra dekhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jab Tan Na Raha Mera Hun Wasil-E-Jaanana

Zamin Ki Kokh Se Pahle Shajar Nikalta Hai

Bas Ek Raat Mere Ghar Mein Chand Utra Tha

akbar-hyderabadi

Fitne Ajab Tarah Ke Saman-Zar Se Uthe

poet

Hua Ek Din Mein Humse Ghair Achchha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet