• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Unhen Roe Jo Sail-e-Tirgi Mein Gum Hue

dil Unhen Roe Jo Sail-e-Tirgi Mein Gum Hue

adeeb-suhail

dil unhen roe jo sail-e-tirgi men gum hue

ya unhen jo aap apni raushni men jal-bujhe

husn ho jaata hai jis lamhe zarurat ka asiir

ek ho jaate hain us dam khair-o-shar ke daere

sab hava ke rukh par udte barg ke hain ham-nava

kaun le us ki khabar rahta hai jo patthar tale

raushni darkar hai to khud hi rauzan va karo

muntazir kab tak rahoge tum hava-e-tez ke

koi to hota jo khun-e-fan ki qimat janta

dost nashir se to ab tak uzr-name hi mile

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Kis Se Karta Yahan Guftugu Koi Bhi Na Tha

Us Gali Se Mere Guzarne Tak

Wo Jo Mere Pas Se Ho Kar Kisi Ke Ghar Gaya

allama-iqbal

Jugnu Ki Raushni Hai Kashana-E-Chaman Mein

Ru-Ba-Ru Phir Se Uski Aankhen Thin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet