• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qata Hota Rahe Is Tarah Bayan-E-Waiz

Qata Hota Rahe Is Tarah Bayan-E-Waiz

poet

qat.a hota rahe is tarah bayan-e-va.iz

ek hi baat men ho band zaban-e-va.iz

turfa-afat men phansi aati hai jan-e-va.iz

kaun mai-ḳhana men tha martaba-dan-e-va.iz

kyuun na mina-e-mai-e-nab paTak duun sar par

aish jab talḳh ho sun sun ke bayan-e-va.iz

is tarah pand-o-nasihat ki uTha.i tamhid

aaj saaqi pe hua mujh ko guman-e-va.iz

tezi-e-bada kuja talḳhi-e-guftar kuja

kund hai nashtar-e-saqi se sinan-e-va.iz

fasl-e-gul aate hi mai-ḳhana men ik bhiiḌ hui

na suni ek bhi rindon ne fughan-e-va.iz

phir dar-e-pir-e-ḳharabat pe baiTha hai ‘habib’

ye to aaya tha abhi sun ke bayan-e-va.iz

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pas Bhi Rah Kar Dur Hai To

pirzada-qasim

Kaun Guman Yaqin Bana Kaun Sa Ghaw Bhar Gaya

poet

Wan To Milne Ka Irada Hi Nahin

Partaw-E-Saghar-E-Sahba Kya Tha

Tum KHwab Mein Aaoge Ye Malum Nahin Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet