• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aaqil Hai Ba-Shuur Hai Kafi Zahin Bhi

Aaqil Hai Ba-Shuur Hai Kafi Zahin Bhi

aaqil hai ba-shu.ur hai kaafi zahin bhi

is par hai mustazad vo az-had hasin bhi

bosa kisi bhi phuul ka ham ne nahin liya

ruḳhsar muntazir rahe lab bhi jabin bhi

ghar le liya hai ain tire ghar ke samne

aur ik ḳharid laaya huun main durbin bhi

sab kaam ho rahe hain ajiib is qadar ajiib

likhne se pahle sochte hain katbin bhi

ik shoḳh-o-shang tifl chhupa hai darun-e-dil

sanjida lag raha huun ba-zahir matin bhi

ankhon men jis ki rahm ho hathon men roTiyan

vo shaḳhs muflison ka dharam bhi hai diin bhi

insaniyat ke jism pe chand aise daagh hain

jin par hai sharmsar falak aur zamin bhi

hanste hue marega koi dil gazida shaḳhs

aa.ega is Darame ke andar vo siin bhi

ash.ar gar safar na karen dil se dil talak

dete nahin hain daad ‘qamar’ sama.in bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mohabbat Ki Farawani Mubarak

poet

Hamin Nashad Nazar Aate Hain dil-Shad Hain Sab

poet

Aata Hai Subh Uth Kar Teri Barabari Ko

Ye Ghalat Hai Ai Dil-E-Bad-Guman Ki Wahan Kisi Ka Guzar Nahin

poet

Aashiq Hue Hain Jab Se Hum Khud Se Ja Rahe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet