• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Sulagta Hai Na Ab Yaad Koi Aati Hai

Dil Sulagta Hai Na Ab Yaad Koi Aati Hai

dil sulagta hai na ab yaad koi aati hai

gard si hai jo ḳhayalon pe jami jaati hai

duur peḌon se ulajhti hai har andhi lekin

zard patton ko mire ghar men uTha laati hai

karne aati hai munavvar dil har gosha-e-dard

chandni shahar ki galiyon men bhaTak jaati hai

dil ka barbad jahan jab bhi kabhi dekhta huun

apne nakam iradon pe hansi aati hai

vo hai kis des men kis shahr men huun main ‘jamshed’

bas isi soch men har raat guzar jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Mein Kaun Bata Sakta Hai

muneer-niyazi

Imtihan Humne diye Is dar-E-Fani Mein Bahut

Kahin Shoala Kahin Shabnam, Kahin KHushbu Dil Par

Shajar Ki shaKH Se Jhula Utar Bhi Sakta Hai

Dil Un Ka Hai Kuchh Aur to Hai Unki Zaban Aur

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet