• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kisi Ke Paikar-E-Ru-Posh Par Nazar Hai Abhi

Kisi Ke Paikar-E-Ru-Posh Par Nazar Hai Abhi

poet

kisi ke paikar-e-ru-posh par nazar hai abhi

to duur mujh se dar-andazi-e-sahar hai abhi

ye jaan kar bhi ki mujh par nazar nazar hai abhi

mira shu.ur bura.i se be-ḳhabar hai abhi

lage hain bughz ke shishe jahan jabinon men

vahan udaas mohabbat ka sang-e-dar hai abhi

isi ko log sameTenge dastanon men

mire labon pe jo rudad-e-muḳhtasar hai abhi

kisi ka kilk-e-tanaffur chara na le us ko

jo husn meri nigarish men jalva-gar hai abhi

ḳhuda bacha.e har aisi kitab ko jis men

hai Tiipu aaj bhi Tiipu zafar zafar hai abhi

yunhi rahega rahega rahega ta-ba-hayat

adab pe ‘shauq’ ke jo saya-e-‘asar’ hai abhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jigar Khun Ho Ke Bahar dida-E-Giryan Aawega

Falak Ki Chiz Zamin Par Utar Lai Gai

ahmad-rahi

Tanhaiyon Ke dasht Mein Akasr Mila Mujhe

KHamoshi Tak to Ek Sada Le Gai Mujhe

ameeta-parsuram-meeta

Hazaron Manzilen Phir Bhi Meri Manzil Hai Tu Hi Tu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet