• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Shahr-E-Tahayyur Hai Ki Wo Mamlikat-Ara

Dil Shahr-E-Tahayyur Hai Ki Wo Mamlikat-Ara

dil shahr-e-tahayyur hai ki vo mamlikat-ara

kya saltanat-e-balḳh-o-samarqand-o-buḳhara

mub.ham hai tiri chashm-e-karam dekh to yuun dekh

jis tarah lipaT jaa.e sitare se sitara

ik chand hai avara-o-betab o falak-tab

ik chand hai asudgi-e-hijr ka maara

kuchh darḳhur-e-jan hai to yahi kunj-e-mulaqat

ye alam-e-ḳhaki na hamara na tumhara

zanjir-e-giran-bar hai ye ishrat-e-sahil

bahta hai to rukta hi nahin vaqt ka dhara

juz hasrat-e-be-nam nahin gardish-e-ḳhun ab

chandi jo hue baal mila zabt ka yaara

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Soch Banna Hai Kya Tujhko Kya Bana Hua Hai

poet

Har Ghadi Mat Ruth Us Se Pher Pal Mein Mil Na Ja

poet

Ghair Ke dil Pe Tu Ai Yar Ye Kya Bandhe Hai

muneer-niyazi

Jo Mujhe Bhula denge Main Unhen Bhula dunga

mubarak-azimabadi

Bad-Zan Hain Ahl-E-Kaba Mujh dair-Ashna Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet