• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Par Sitam Hazar Kare Bewafa Ke Lab

Dil Par Sitam Hazar Kare Bewafa Ke Lab

dil par sitam hazar kare bevafa ke lab

barchhi kabhi kaTar lage dilruba ke lab

guft-o-shunid men baḌe bebak hain magar

dekha mujhe to khul na sake lab-kusha ke lab

guftar-o-an-ban ka aalam na puchhiye

ḳhush-rang-o-jan-faza hain mire ham-nava ke lab

ho jaa.e pal men ḳhaak vo jis ko ye chuum len

jalte hue sharare hain jan-e-ada ke lab

bosa liya to husn ne sharma ke yuun kaha

raushan kiye hain aap ne mehr-o-vafa ke lab

ma.asumiyat to dekhiye ba.ad-e-shab-e-zifaf

ma.ashuq shikva-sanj hua hai dikha ke lab

baghon se ham jo guzre to phulon ne di sada

kitne hasin hain ‘shad’ tiri dilruba ke lab

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aabid-adeeb

Giton Ka Shahr Hai Ki Nagar Soz-O-Saz Ka

sajida-zaidi

Nazr-E-Ghaalib

Ghair Mumkin Hai Ki Ghaflat Koi Sayyaad Kare

humaira-rahat

Fasana Ab Koi Anjam Pana Chahta Hai

Ahl-E-Zahir Ko Fann-E-Jalwa-Gari Ne Mara

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet