• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Apni Aankhon Mein Basa Lo Ya Gira Do Mujhko

Apni Aankhon Mein Basa Lo Ya Gira Do Mujhko

apni ankhon men basa lo ya gira do mujh ko

qatra-e-ashk huun jo chahe saza do mujh ko

surat-e-sham-e-sar-e-bazm jala do mujh ko

sub.h ho jaa.e to anval se bujha do mujh ko

main to bimar-e-mohabbat huun mere charagaro

ab to bas zulf-e-mo.ambar ki hava do mujh ko

ik siva tere mujhe yaad na aa.e kuchh bhi

is qadar ishq men divana bana do mujh ko

mere dil men na koi hasrat-e-didar rahe

kaash ik baar ruḳh-e-zeba dikha do mujh ko

is qadar apne nazar se ho ḳhafa Thiik nahin

kya ḳhata meri hai bas itna bata do mujh ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shabnam-shakeel

Majbur Hain Par Itne To Majbur Bhi Nahin

Mera Qarza Ada Kare Koi

Justuju Ke Panw Ab Aaram Sa Pane Lage

nasir-kazmi

In Sahme Hue Shahron Ki Faza Kuchh Kahti Hai

Iram Ke Nur Se Tera Makan Jalae Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet