• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil O Nigah Mein Ek Raushni Si Lagti Hai

dil O Nigah Mein Ek Raushni Si Lagti Hai

poet

dil o nigah men ik raushni si lagti hai

tumhari yaad se vabastagi si lagti hai

ye kya sitam hai mahakti hui baharon men

har ek chehre pe pazhmurdagi si lagti hai

ye kis ke haath men aaya hai daur-e-paimana

labon pe apne badi tishnagi si lagti hai

ham apne ghar men bhi hain ab musafiron ki tarah

har ek chiiz yahan ajnabi si lagti hai

har ek saans pe pahra hai na-khudaon ka

ye zindagi bhi koi zindagi si lagti hai

hazar shauq numayan the jis nazar se kabhi

vahi nigah badi ajnabi si lagti hai

‘hayat’ kaun si ab raah ikhtiyar karen

har ek raah badi ajnabi si lagti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mehrban Pate Nahin Tere Tain Yak Aan Hum

Phul Khila De shaKHon Par peDon Ko Phal De Malik

ahmed-nisar

Tere Pas Rah Kar Sanwar Jaunga Main

abbas-tabish

Hawa-e-Tez Tera Ek Kaam Aakhiri Hai

Kuchh Is Ada Se Koi Dam-Ba-Dam Lubhae Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet